Wednesday, June 18, 2008

Dil Ki Aawaz.....Kuch panktiyon me.....

Judai Ka Asar
"Kash Judaai ka asar hum pe na hota....
Baar baar hamara dil yu na rotaa....
Din toh naya dil hi purana aapke Khayaal me.....
Thak ta nahi yeh kambaqt aapki intezaar me....."

Dard-e-Dil
"Aap jab nahi hote to waqt tham sa jata hai...
Din raat me milon ka fasla hota hai.....
Chehra chahe muskura de...par dil yu rota hai....
Dard-e-dil kaun samjhe....yeh toh roz gham peeta hai!!!"

Yeh panktiyan hamare dil ke bahut kareeb hai........Aasha karte hain ki aapko is nacheez ki shayari pasand aaye.......